dhundhala dhundhala sa hai sb yha...
ye duniya hai esi hai ya nazar meri kharab hai,
ye jo log hai sab jante hai sangharsh mere,
meri zindagi ..meri zindagi ek khuli kitaab hai,
us raat tumne puche the mujhe sawal kai sare..
ye chand alfaz un sb ka jawab hai...
chahe mujhe apnao ya phir dur chale jao..
har manzar me hmara hamsafar ye sharab hai..
©Kalamkar Hitesh
#WoRaat #Shayari #SAD