kalam meri beheti jaise paani
samundar me chhalaang marne
se pehle
samajh gehra paani
lafz mere kardete bayan har
ek chiz
na zarurat padti bolu kahaani
kalam meri beheti jaise paani
sunao har ek kissa
khud ki zubaani
mukammal hai mout to kyu
jalao jabaani
hai yehi zindagaani
sab chalte musafir
mai dhool hu jo mitti
miljaani
©Areeb choudhary
#worldmusicday