Chalo dhund laaye fir se woh bachpan ka zamana Ja | English Poetry Vid

"Chalo dhund laaye fir se woh bachpan ka zamana Jaha na kuch paane ki hasrat thi Or Na kuch khone ka gum Jaha har mausam suhana tha Lekin baarish mai bheegne bhi jaana tha Raato mai aksar jaha jugnu pakda karte the Or luka chuppi bhi khela karte the Woh bachpan bhi kitna pyara tha Jaha har pal mai khushiyo ka khazana tha Kash na hote hum itne bade isse accha toh woh bachpan ka zamana tha Woh bachpan ka zamana tha ©Sk Meer "

Chalo dhund laaye fir se woh bachpan ka zamana Jaha na kuch paane ki hasrat thi Or Na kuch khone ka gum Jaha har mausam suhana tha Lekin baarish mai bheegne bhi jaana tha Raato mai aksar jaha jugnu pakda karte the Or luka chuppi bhi khela karte the Woh bachpan bhi kitna pyara tha Jaha har pal mai khushiyo ka khazana tha Kash na hote hum itne bade isse accha toh woh bachpan ka zamana tha Woh bachpan ka zamana tha ©Sk Meer

Bachpan💙#bachpan #Memories #bachpankiyaadein #skmeerwrites

People who shared love close

More like this

Trending Topic