Mere Kuch khwabon ko mujhe jalana pda, Kuch khwahi | हिंदी विचार

"Mere Kuch khwabon ko mujhe jalana pda, Kuch khwahisho ko bheetar dbana pda, Bhari thi aankhe par kisko fikar thi ? Mai ladka tha so mujhe muskurana pda Zakhm dil k de rahe the khoob dard magar Zisne bhi pucha achha hu btana pda Halaat thi aise k krte bhi to kya ? Ghar k liye ghar ko chodd jana pda Mai ladka tha so mujhe muskurana pda Naye shahr me bhatakte parindo sa tha mai, Kabhi rookha sookha kabhi bhooka he so Jana pada Galti thi sirf itni k ladka tha mai, Wo thi ladki so mujhe maar khana pda, Darinda janwar kitne daag daman pr lage, Galat na ho kr bhi sare dago ko uthana pda Mai ladka tha so mujhe muskurana pda Tanhaiyo ne kitni dwa staya aksar Thi zimmedari thi to khud ko samjhana pda Tha sbka dbaav kuch to krne ka hmpr Bheetar tha jo bachha uska gla dbana pda Mai ladka tha so mujhe muskurana pda ©Tushar Singh"

 Mere Kuch khwabon ko mujhe jalana pda,
Kuch khwahisho ko bheetar dbana pda,
Bhari thi aankhe par kisko fikar thi ?
Mai ladka tha so mujhe muskurana pda

Zakhm dil k de rahe the khoob dard magar
Zisne bhi pucha achha hu btana pda
Halaat thi aise k krte bhi to kya ?
Ghar k liye ghar ko chodd jana pda
Mai ladka tha so mujhe muskurana pda

Naye shahr me bhatakte parindo sa tha mai,
Kabhi rookha sookha kabhi bhooka he so Jana pada
Galti thi sirf itni k ladka tha mai,
Wo thi ladki so mujhe maar khana pda,
Darinda janwar kitne daag daman pr lage,
Galat na ho kr bhi sare dago ko uthana pda
Mai ladka tha so mujhe muskurana pda

Tanhaiyo ne kitni dwa staya aksar
Thi zimmedari thi to khud ko samjhana pda
Tha sbka dbaav kuch to krne ka hmpr
Bheetar tha jo bachha uska gla dbana pda

Mai ladka tha so mujhe muskurana pda

©Tushar Singh

Mere Kuch khwabon ko mujhe jalana pda, Kuch khwahisho ko bheetar dbana pda, Bhari thi aankhe par kisko fikar thi ? Mai ladka tha so mujhe muskurana pda Zakhm dil k de rahe the khoob dard magar Zisne bhi pucha achha hu btana pda Halaat thi aise k krte bhi to kya ? Ghar k liye ghar ko chodd jana pda Mai ladka tha so mujhe muskurana pda Naye shahr me bhatakte parindo sa tha mai, Kabhi rookha sookha kabhi bhooka he so Jana pada Galti thi sirf itni k ladka tha mai, Wo thi ladki so mujhe maar khana pda, Darinda janwar kitne daag daman pr lage, Galat na ho kr bhi sare dago ko uthana pda Mai ladka tha so mujhe muskurana pda Tanhaiyo ne kitni dwa staya aksar Thi zimmedari thi to khud ko samjhana pda Tha sbka dbaav kuch to krne ka hmpr Bheetar tha jo bachha uska gla dbana pda Mai ladka tha so mujhe muskurana pda ©Tushar Singh

#Ladke
#LostInSky

People who shared love close

More like this

Trending Topic