aankho ke aansuo ko girne ke liye jagah na mili . wo khafa thi hamse magar usko manane ki koi wajah na mili. badi muddat ke bad palat kar dekha tha usne hame. magar kambakht dil me itni muddat ke bad bewafao ke liye wafa na mili( lines by harish nadeem).
©harish suhail
#Light