payaar sirf milnay ka naam nahi ha ismay aksar bi | اردو شاعری۔

"payaar sirf milnay ka naam nahi ha ismay aksar bicharna b parhta ha. zindagi sirf ghuzarnay ka naam nahi ha isko aksar ghuzarna b parhata ha. our aksar shouk hi nahi palay jatay kabi kabi galat fahmion ko b palna parhta ha. akal o shaour rakhtay hoa b nadaa hona parhta ha. har har baat ki aagahi k bawajood khamoush hona parhta ha. na-janau q unchahay rishtoon ko nibhana hi parhta ha. chupay hoa zakham ko dunya sy chup k sahlana parhta ha. kuch gamoon ko na chahtay hoa b apnaana parhta ha. yehi dard har aik ko har aik k wastay khana parhta ha. baat koi b ho aakhir pachtana parhta ha pachtana parhta ha. ©Nabeel Afzal"

 payaar sirf milnay ka naam nahi ha 
ismay aksar bicharna b parhta ha.
zindagi sirf ghuzarnay ka naam nahi
 ha isko aksar ghuzarna b parhata ha.
our aksar shouk hi nahi palay jatay kabi kabi galat fahmion ko b palna parhta ha.
akal o shaour rakhtay hoa b nadaa
 hona parhta ha.
har har baat ki aagahi k bawajood
 khamoush hona parhta ha.
na-janau q unchahay rishtoon ko
 nibhana hi parhta ha.
chupay hoa zakham ko dunya sy 
chup k sahlana parhta ha.
kuch gamoon ko na chahtay
 hoa b apnaana parhta ha.
yehi dard har aik ko har aik k
 wastay khana parhta ha.
baat koi b ho aakhir pachtana parhta
 ha  pachtana parhta ha.

©Nabeel Afzal

payaar sirf milnay ka naam nahi ha ismay aksar bicharna b parhta ha. zindagi sirf ghuzarnay ka naam nahi ha isko aksar ghuzarna b parhata ha. our aksar shouk hi nahi palay jatay kabi kabi galat fahmion ko b palna parhta ha. akal o shaour rakhtay hoa b nadaa hona parhta ha. har har baat ki aagahi k bawajood khamoush hona parhta ha. na-janau q unchahay rishtoon ko nibhana hi parhta ha. chupay hoa zakham ko dunya sy chup k sahlana parhta ha. kuch gamoon ko na chahtay hoa b apnaana parhta ha. yehi dard har aik ko har aik k wastay khana parhta ha. baat koi b ho aakhir pachtana parhta ha pachtana parhta ha. ©Nabeel Afzal

#JodhaAkbar#Payaar#sachai#

People who shared love close

More like this

Trending Topic