Kash ek baar mil jate Har badnasibi mein khushi ki

"Kash ek baar mil jate Har badnasibi mein khushi ki ek tinke jaise Berukhe sawalon ke aasan jawab bannke Bass ek baar nazre tayer gaye hote tumhare, barf si jami humare inn aankho mein Padh lete sukhe ashq aur uske wajah saare Bina pooche sun lete dil aur dimag ki guftgu Khamoshi mein chupe narazgi ko dekh lete bass ek dafa Talwar banne se pehle naram lohe pe kiye gaye waar ki awaz sun lete agar To sayad samajh jate ki khafa Tumse nahi the Khafa hai us Kirdar se jiske sahare tumne kila banaya hai, Har us shaqs se ladne ke liye jo tumhare bhetar tak jhaankta hai Lekin darr ke chilman ne himmat ko aisa dhak diya hai ki ab fark nahi kar pate dost aur dushman mein Warna humari maksad to bass un tutte huye diwaron ka marammad karne ki thi Unpe lage tasveeron ko utarne ki nahi Kyunki Phir Tumse tumhara hissa alag ho jata Aur kuch zakhm behad keemti hote hai, Humare aaj ko aakar dene ke liye.. Khayer, jahan bhi apna dhyan rakhna🥀 ©Patralika"

 Kash ek baar mil jate
Har badnasibi mein khushi ki ek tinke jaise
Berukhe sawalon ke aasan jawab bannke
Bass ek baar nazre tayer gaye hote tumhare, 
barf si jami humare inn aankho mein
Padh lete sukhe ashq aur uske wajah saare
Bina pooche sun lete dil aur dimag ki guftgu
Khamoshi mein chupe narazgi ko dekh lete bass ek dafa
Talwar banne se pehle naram lohe pe kiye gaye waar ki awaz 
sun lete agar
To sayad samajh jate ki khafa Tumse nahi the
Khafa hai us Kirdar se jiske sahare tumne kila banaya hai,
Har us shaqs se ladne ke liye jo tumhare bhetar tak jhaankta hai
Lekin darr ke chilman ne himmat ko aisa dhak diya hai
ki ab fark nahi kar pate dost aur dushman mein
Warna humari maksad to bass 
un tutte huye diwaron ka marammad karne ki thi
Unpe lage tasveeron ko utarne ki nahi
Kyunki Phir Tumse tumhara hissa alag ho jata
Aur kuch zakhm behad keemti hote hai,
Humare aaj ko aakar dene ke liye.. 
Khayer, jahan bhi apna dhyan rakhna🥀

©Patralika

Kash ek baar mil jate Har badnasibi mein khushi ki ek tinke jaise Berukhe sawalon ke aasan jawab bannke Bass ek baar nazre tayer gaye hote tumhare, barf si jami humare inn aankho mein Padh lete sukhe ashq aur uske wajah saare Bina pooche sun lete dil aur dimag ki guftgu Khamoshi mein chupe narazgi ko dekh lete bass ek dafa Talwar banne se pehle naram lohe pe kiye gaye waar ki awaz sun lete agar To sayad samajh jate ki khafa Tumse nahi the Khafa hai us Kirdar se jiske sahare tumne kila banaya hai, Har us shaqs se ladne ke liye jo tumhare bhetar tak jhaankta hai Lekin darr ke chilman ne himmat ko aisa dhak diya hai ki ab fark nahi kar pate dost aur dushman mein Warna humari maksad to bass un tutte huye diwaron ka marammad karne ki thi Unpe lage tasveeron ko utarne ki nahi Kyunki Phir Tumse tumhara hissa alag ho jata Aur kuch zakhm behad keemti hote hai, Humare aaj ko aakar dene ke liye.. Khayer, jahan bhi apna dhyan rakhna🥀 ©Patralika

#nojotohindi2020 #hindipoetry  #dedicated #lovepovetry
#poemsforhim #myloveforhim

People who shared love close

More like this

Trending Topic